Hmmm, I just logged in to post the words that my love had to say -

‘yeh pyar bhi dil me ajeeb kash jagata hai,

har pal dilbhar ki baaho me guzarna chahta hai,

har lamha unhe pyar karna chahta hai,

na chahte hue bhi kuch duriya rakhna chahta hai’


‘jaan se bhi zyaada pyare ho saman,

saaso se bhi zyaada kareeb ho jaman,

kaise bataye kitna pyar karte hai,

shayad jitna chand apni chandni se ya machli pani se karte hai’