“Phulo se pucha maine ke kahan gayi tumhari muskurahat,
Hawa se pucha maine ki kahan gayi tumhari mehek,
chand se pucha maine ki kahan gayi tumhari chandni,
sab ne kaha woh kisi k aane ki tayyari me masroof hai,
kisi k aane k liye hum sab itne khush hai ki khud ko hi bhul gaye hai!!!”

All the best. . . . .
Thanks a lot!!!!